Audio
Allah Allah Madina Jo Qareeb Naat Sharif Download
About Allah Allah Madina Jo Qareeb
Allah Allah Madina Jo Qareeb Aata MP3 Naat Download
Naat Lyrics:
Allah Allah madina jo qareeb ata hai
Khud bakhud sar bah-e-tasleem jukha jata hai
Wah reh shoq jab ata hai ziyaraat ka khayal
Dil tarap ker mere pehloo se nikal jata hai
Main kahun hind se koi kahien jaye yehe khta hoon
Ke musafir ye madina ki taraf jata hai
Donu betaab hain hazrat ki ziyarat ke liya
Dil ko samjhata hon dil mujhay samjhata hai