Aks E Mehboob Hai Her Zakham Ki Gehraie Main
About Aks E Mehboob Hai
Aks E Mehboob Hai Her Zakham Ki Gehraie Main
Jagmagata hai mere qalb ko tanhie main
Her Kasak is ki huwe Salle Allah ALLAH Hoo
Yun huwe jalwa numa seena e shedaie main
Aks E Mehboob Hai...
Dagh waalon main shafaat ki razaie rehmat
Dard waln pe enayaat hai pazeeraie main
Aks E Mehboob Hai...
Rifhatain sajdoon ki tahaad e imkaan balla
Jazba e Shq tha yun dar ki jabeen saie main
Aks E Mehboob Hai..
Syed Manzoor Ul Kounain Shah
Also known as: Manzoor Ul Konain
109 uploads · 92.0K profile views
View profile