Aisa Tujhe Khaliq Ny Tarah Daar Banaya by Owais Raza Qadri Naat Sharif
About Aisa Tujhe Khaliq Ny Tarah Daar Banaya
Aisa Tujhay Khaliq Ne Naat Lyrics
Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
Yusuf Ko Tera Taalib E Deedar Banaya
Konain banaie gaye sarkar ki khatir
Konain ki khatir tumhen sarkar banaya giya
Be yaroo madadgar jinhen koi na pochay
Aisa ka tumhen yaroo madadgar banaya
Kunji tumhen de apne khazaano ki khuda ne
Mehboob kiya Malik o Mukhtar banaya
Her bat Badamaaliyoon se mein ne bigarhi
Bighri ko mere ap ne her bar banaya
Lillah karam mere bhi weeranay e dil per
Sehra ko tere husan ne gulzaar banaaya
Aisa Tujhe Khaaliq Ne Tarahdaar Banaya
Yusuf Ko Tera Taalib E Deedar Banaya
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 946.2K profile views
View profile