Aap Sa Dono Jahan Mein Nazar Aya Hi Nahi Naat by Muhammad Ahsan ul Haq
Audio

Aap Sa Dono Jahan Mein Nazar Aya Hi Nahi Naat by Muhammad Ahsan ul Haq

Unknown
3.8K 734 Download
Published on Aug 18, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Aap Sa Dono Jahan Mein

Aap Sa Dono Jahan Mein Nazar Aya Hi Nahi, listen online mp3 naat in the voice of Muhammad Ahsan ul Haq. Download audio naat Aap Sa Dono Jahan Mein Nazar Aya Hi Nahi free mp3 by clicking on download button. Read naat lyrics of Aap Sa Dono Jahan Main Nazar Ayaa He Nahi.

Aap Sa Dono Jahan Main Naat Lyrics

Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi

Kun Ke Allah Ne Koi Aur Banaya Hi Nahi

Aik Din Jibraheel Se Kehney Lagey Shah-e-Umamm

Tum Ne Dakha Hai Jahan Batlao Tou Kesey Hein Hum

Rooh-ul-Ameen Kehney Lagey Ae Sarwara Teri Qasam

Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi

Mein Ne Maana Ke Hazrat Yousaf Haseen Hon Gein Magar

Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi

Kun Ke Allah Ne Koi Aur Banaya Hi Nahi

Jou Bhi Kaabey Se Palat Aye Madiney Na Geye

Ye Samaj Lou Unein Aaqa Ne Bulaya Hi Nahi

Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi

Kun Ke Allah Ne Koi Aur Banaya Hi Nahi

Unknown

Unknown

1076 uploads · 514.8K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan