Aa gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

A Gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye MP3 Naat

225,163 views   |   13,903 downloads   |   Published on June 2, 2017


Download 13,903 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Aa gaye Aa Gaye Mustafa Aa Gaye

Artist: Unknown

Listen online and download beautiful naat recited by a kid.

Aa gaye Mustafa aa gaye Naat Lyrics

Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye


Bazmein konain main har taraf shoor hai
Mustafa aa gaye Mujtaba aa gaye
Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye.


Aarsh walay mubarak daine lagay
Farsh walo Habib e Khuda aa gaye
Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye.
Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye


Koun deta hai daine ko moun chahiye
Denay wala hai sacha hamara Nabi
Aaj duniya main Khair ul Wara aa gaye.
Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye

Kiya khabar kitnay tare khilay chup gaye
Par na dubay na duba hamara Nabi Sallallahu Alayhi Wasallam
Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye

Har taraf hai Niazi samaan eid ka
Mustafa aa gaye, Mustafa aa gaye

Aaj duniya mein Khair ul Wara aa gaye.
Aa gaye aa gaye Mustafa aa gaye

Unknown

Also known as: Unknown

513 Uploads . 465.3K Profile Views

View profile