Free MP3 download

Download Ya Nabi Dekha Ye Rutba Aap Ki Nalain Ka

Listen online Download Ya Nabi Dekha Ye Rutba Aap Ki Nalain Ka MP3

Safe & secure downloads · 2,406 downloads

Ya Nabi Dekha Ye Rutba Aap Ki Nalain Ka Naat by Hooria Faheem Hooria Faheem Qadri · 20.4K views
Published Mar 3, 2019
Downloads 2,406

Description

Ya Nabi Dekha Ye Rutba AAP ki Nalain Ka, a very beautiful urdu naat in the beautiful voice of female naat khawan Hooria Faheem. Read naat lyrics of Ya Nabi Dekha Ye Rutba

Ya Nabi Dekha Ye Rutba Naat lyrics

Ya Nabi dekha yeh rutbah ap ki nalain ka

Arsh ne chooma hai talwa ap ki nalain ka

 

Ap ke talwon ki narmi Qalb per mehsoos ki

Mein ne jab bhi naqsh dekha ap ki nalain ka

 

Ya Nabi dekha yeh rutbah..

 

Ap ki khidmat ka mujh ko kash mil jata sharaf

Bandhta hathon se tasmah ap ki nalain ka

 

Ya Nabi dekha yeh rutbah..

 

Roz e Mehshar sar pe suraj jab sawa naizay pe ho

Ek naizay per ho saya ap ki nalain ka

 

Ya Nabi dekha yeh rutbah...

 

Hashr mein jab log choomay ap ka dast-e-karam

Sab se chup kar ln mein bhosa ap ki nalain ka

 

Ya Nabi dekha yeh rutbah...

 

Taj-war kyuin na bheek mangay ap kay nalain ki

Taj-war khatay hain sadqa ap ki nalain ka

 

Ya Nabi dekha yeh rutbah ap ki nalain ka

Arsh ne chooma hai talwa ap ki nalain ka

  • 100% Safe
  • High Quality MP3
  • Works on all devices
  • No Signup Required

If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.

Mere Nabi Pyare Nabi MP3 Naat Download

Junaid Jamshed