76,616 views | 1,820 downloads | Published on August 6, 2019
Artist: Sarwar Hussain Naqshbandi
Lamha Lamha Shumaar Kartey Hain
Aur Ap ka intizar kartey hain
Lamha Lamhah Shumaar Karty Hain
Aur Ap Ka Intizar Karty Hain
Aur Tu Kuch Nahi Hai Daman Mein
Bas Kamli Wale Se Payar Kartay Hain
Un Ke Daar Ka Mein Faqeer Hun
Jin Ki Naukari Tajdaar Karty Hain
UnKe Dar Ka Faqeer Hun
Jin Ke Naukari Tajdaar Karty Hain
Mein Khata Bar Bar Karta Hun
Woh Karam Bar Bar Karty Hain
Un Se Razi Khuda ki Zaat Huwe
Mustufa Se Jo Payar Karty Hain
Un Ke Gham Mein Zahoori Chain Mile
Charaghar Beqarar Karty Hain
Lamha Lamhah Shumaar Karty Hain
Aur Ap Ka Intizar Karty Hain
155 Uploads . 110.7K Profile Views
View profile