Ya Nabi Salaam Alaika Naat by Khursheed Ahmed
Audio

Ya Nabi Salaam Alaika Naat by Khursheed Ahmed

Alhaaj Khursheed Ahmed Late Khursheed Ahmed
52.3K 2,411 Download
Published on May 21, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Ya Nabi Salaam Alaika

Listen online and download mp3 beautiful urdu naat Ya Nabi Salaam Alaika recited by Khursheed Ahmed from his album Gulha-e-Aqeedat.

Naat Lyrics

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Rehmatoon ke taj wale, doo jahan ke raaj wale
Arsh ke meraaj wale, Aasiyon ke laaj wale

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Hai yeh hasrat dar pe ayen, Ashk ke darya bahaien
Dagh seenay ke dekhien, samne ho kar sunaien

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Puri Ya Raab yeh dua kar, hum Dar-Maula pe ja kar
Phele kuch naatain suna kar, Yeh parhain Sar ko juka kar

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Ranj-o-Gham kahayen huwe hain, door se aye huwe hain
Tum pe itaraie huwe hain, hath phelaie huwe hain

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Jan kar kafi sahahra, le liya hai dar tumhara
Khalq ke waris Khudara lo Salam ab tu hamara

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Han yeh pura muddah ho, hum hun Darbar-e-Khuda ho
Tum udhar jalwa Numa ho, is taraf se yeh Sada ho

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Door hai gham ka kinara, Sarwar-e-alam Khudara
Dejiya jaldi sahahra paar ho behraa hamara

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Ashiq-e-Mahil ki sun lo, Bani-e-Mehfil ki sun lo
Samaie ke dil ki sun lo, Akbar-e-Bismal ki sun lo

Ya Nabi Salam Alaika Ya Rasul Salaam Alaika
Swalawatullah alaika, Swalawatullah alaika

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

124 uploads · 121.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan