Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara Naat by Ahmed Raza Qadri
Audio

Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara Naat by Ahmed Raza Qadri

Hafiz Ahmed Raza Qadri Ahmed Raza
54.0K 6,794 Download
Published on Oct 8, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara

Listen online and download "Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara " urdu naat by Hafiz Ahmed Raza Qadri.

Ya Nabi Sab Karam Hai Tumhara Naat Lyrics

Ya Nabi sub karam hai tumhara, Yeh jo waray niyaray huwe hain

Ab kami ka tasuwar bhi kesay jb sy mangtay Tumhray huwe hain

 

Door huny ko hai ab yeh doori, un ki chokhat pay ho ge Huzoori

Khawab mein mujh ko Aqaa ke dar sy Hazri ke isharay huwe hain

 

Koi munh na lagata tha hum ko aur pas tak na bithata tha hum ko

Jb sy thama hai daman tumhra yeh duniya walay hamaray huwe hain

 

Unky darbar sy jab bhi mein ny Panjtan ke waseely se manga

Mujh ko khairaat foran mili hai khub mery guzaray hue hain

Hafiz Ahmed Raza Qadri

Hafiz Ahmed Raza Qadri

Also known as: Ahmed Raza

110 uploads · 86.7K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan