Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho by Owais Qadri
About Sultan-e-Karbala Ko Hamara Salam Ho
Listen and download beautiful urdu Manaqbat in the voice of Owais Raza Qadri.
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho Lyrics
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho
Janan e Mustufa ko hamara Salam ho
Abbas-e-namdaar hain zakhmoon se choor choor
Us paekar-e-Riza ko hamara Salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho..
Akbar sy nujwaan bhi run huwe Shaheed
Hum shakle Mustufa ko hamara Salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho
Bhai batijay bhanjay sab ho gaye nisaar
Har lal e bay baha ko hamara Salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho..
Asghar ki nani jaan py lakhon darood houn
Mazloom o bay khata ko hamara Salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho...
Ho kar shaheed qoum ki khishti tira gaye
Ummat ky nakhuda ko hamara salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho..
Nasir vilay-e-Shah mein kheta hai bar bar
Mehman-e-Karbala ko hamara Salam ho
Sultan e Karbala ko Hamara Salam ho
Janan e Mustufa ko hamara Salam ho
Muhammad Owais Raza Qadri Attari
Also known as: Owais Qadri
375 uploads · 946.5K profile views
View profile