Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naat by Khursheed Ahmed
Audio

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi Naat by Khursheed Ahmed

Alhaaj Khursheed Ahmed Late Khursheed Ahmed
36.5K 4,228 Download
Published on Jan 7, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi

Listen online and download mp3 urdu naat Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi in the voice of Khursheed Ahmed Late. This kalam is written by Alahazrat Imam Ahmed Raza. Read naat lyrics of Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi.

Sab Se Aula O Aala Naat Lyrics

سب سے اولیٰ و اعلیٰ ہمارا نبی ﷺ
سب سے بالاو والا ہمارا نبی ﷺ

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Sab se Bala O wala Hamra Nabi ï·º

Apne Moula ka Piyara hamara Nabi ï·º

Donu Alaam Ka Dolha Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Bujh gayen jis ke agay sabhi mashalien

Shama wo le ker ayaa Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jis ki do Bohndien hain Kosar o Sal-sabhi

Hai wo rehmat ka darya Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

Jin ke talwoon ka dhowaan hai Ab-e-Hayaat

Hai wo jama-e-Maseehaa Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ..

Kiya Khabar kitne Taray khilay chup gaye

Per na dooba na doobay Hamara Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Koun deta hai deta ko moo chayia

Dene wala hai sucha Hamra Nabi ï·º

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

124 uploads · 121.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan