Sab Se Aula o Aala Hamara Nabi Naat by Hooria Faheem
Audio

Sab Se Aula o Aala Hamara Nabi Naat by Hooria Faheem

Hooria Faheem Qadri Hooria Faheem
38.8K 824 Download
Published on Dec 25, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Sab Se Aula o Aala Hamara Nabi

Listen online and download beautiful urdu naat in the voice of Hooria Faheem. Read naat lyrics of Sab Se Aula o Aala Hamara Nabi.

Naat Lyrics

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Sab se Bala O wala Hamra Nabi ï·º

 

Apne Moula ka Piyara hamara Nabi ï·º

Donu Alaam Ka Dolha Hamara Nabi ï·º

 

Bujh gayen jis ke agay sabhi mashalien

Shama wo le ker ayaa Hamara Nabi ï·º

 

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

 

Jis ki do Bohndien hain Kosar o Sal-sabhi

Hai wo rehmat ka darya Hamra Nabi ï·º

 

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ...

 

Jin ke talwoon ka dhowaan hai Ab-e-Hayaat

Hai wo jama-e-Maseehaa Hamra Nabi ï·º

 

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º ..

 

Kiya Khabar kitne Taray khilay chup gaye

Per na dooba na doobay Hamara Nabi ï·º

 

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

 

Koun deta hai deta ko moo chayia

Dene wala hai sucha Hamra Nabi ï·º

 

Sab Se Aula O Aala Hamara Nabi ï·º

Hooria Faheem Qadri

Hooria Faheem Qadri

Also known as: Hooria Faheem

128 uploads · 173.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan