Na Kahin se Door Hain Manzilen

Na Kahin se Door Hain Manzilen Naat by Khursheed Ahmed

50,284 views   |   840 downloads   |   Published on May 21, 2018


Download 840 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Na Kahin se Door Hain Manzilen

Artist: Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Listen and download mp3 urdu naat beautifully recited by Khursheed Ahmed Late.

Na Kahin se Door Hain Manzilen Naat Lyrics

Na kahien se Door hain manzilien na koi qareeb ki bat hai
Jise chahe use nawaz de, Yeh dar-e-Habeeb ki baat hai


Jise chah Dar pe bula liya, Jise chah apna bana liya
Yeh baray karam ke hain faislay, yeh bari naseeb ki baat hai

Wo Khuda nahi ba-Khuda nahi, wo mager Khuda se juda nahi
Woh hai kiya mager wo hai kiya nahi, yeh muhib habeeb ki baat hai

Balaghal ula bekamalehi Kashafadduja bejamalehi
Salloo alaihe wa aalehi, Salloo alaihe wa aalehi

 

ﻧﮧ ﮐﮩﯿﮟ ﺳﮯ ﺩﻭﺭ ﮨﯿﮟ ﻣﻨﺰﻟﯿﮟ،ﻧﮧ ﮐﻮﺋﯽ ﻗﺮﯾﺐ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮨﮯ
ﺟﺴﮯ ﭼﺎﮨﮯ ﺍﺱ ﮐﻮ ﻧﻮﺍﺯ ﺩﮮ، ﯾﮧ ﺩﺭ ۔ ﺣﺒﯿﺐ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮨﮯ

ﺟﺴﮯ ﭼﺎﮨﺎ ﺩﺭ ﭘﮧ ﺑﻼﻟﯿﺎ،ﺟﺴﮯ ﭼﺎﮨﺎ ﺍﭘﻨﺎ ﺑﻨﺎﻟﯿﺎ
ﯾﮧ ﺑﮍﮮ ﮐﺮﻡ ﮐﮯ ﮨﯿﮟ ﻓﯿﺼﻠﮯ،ﯾﮧ ﺑﮍﮮ ﻧﺼﯿﺐ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮨﮯ

ﻭﮦ ﺧﺪﺍ ﻧﮩﯿﮟ ﺑﮧ ﺧﺪﺍ ﻧﮩﯿﮟ،ﻭﮦ ﻣﮕﺮ ﺧﺪﺍ ﺳﮯ ﺟﺪﺍ ﻧﮩﯿﮟ
ﻭﮦ ﮨﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﻣﮕﺮ ﻭﮦ ﮨﯿﮟ ﮐﯿﺎ ﻧﮩﯿﮟ، ﯾﮧ ﻣﺤﺐ ﺣﺒﯿﺐ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮨﮯ

ﺗﺮﮮ ﺣﺴﻦ ﺳﮯ ﺗﺮﯼ ﺷﺎﻥ ﺗﮏ ﮨﮯ ﻧﮕﺎﮦ ﻭ ﻋﻘﻞ ﮐﺎ ﻓﺎﺻﻠﮧ
ﯾﮧ ﺫﺭﺍ ﺑﻌﯿﺪ ﮐﺎ ﺫﮐﺮ ﮨﮯ ﻭﮦ ﺫﺭﺍ ﻗﺮﯾﺐ ﮐﯽ ﺑﺎﺕ ﮨﮯ

صلی اللہ علیہ وآلہ وسلم

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

125 Uploads . 113.9K Profile Views

View profile