Mujh Ko Bhi Kaash Jalwa e Khazra Dikhai De MP3 Naat by Zabeeb Masood
Audio

Mujh Ko Bhi Kaash Jalwa e Khazra Dikhai De MP3 Naat by Zabeeb Masood

Syed Zabeeb Masood Shah Zabeeb Masood
95.5K 1,862 Download
Published on Aug 6, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Mujh Ko Bhi Kaash

Mujh Ko Bhi Kaash Jalwa e Khazra Dikhai De Naat Rasool e Maqbool صلى الله عليه Ùˆ سلم. Download audio naat Shareef Mujh Ko Bhi Kaash in the voice of Syed Zabeeb Masood Shah. Read naat lyrics of Mujh Ko Bhi Kaash.

Naat Lyrics

Mujh Ko Kash Jalwa e Khizra Dekhie De

Be-Noor Ankh Se Bhi Ujala Dekhie De

 

Thori Se Dair Ko Mujhe Beenai Chahiye

Bas Ek Jhalak Huzoor Ka Roza Dekhie De

 

Ya Raab Atta Ho Mujh Ko Wo Makhsoos Roshni

Uthay Jidar Nigah Madine Dekhie De

 

Jagun Tu Serf Un Ke Khayalon Mein Gum Rahun

Soo Jayun Tu Faqat Rukh e Aqaa Dekhie De

 

Wo Shehr Jis Ka Nam Tu Kaaba Nahi Mager

Galiyon Mein Jis Ke Ronaq e Kaaba Dekhie De

 

Mujh Ko Kash Jalwa e Khizra Dekhie De

Be-Noor Ankh Se Bhi Ujala Dekhie De

 

Syed Zabeeb Masood Shah

Syed Zabeeb Masood Shah

Also known as: Zabeeb Masood

277 uploads · 112.8K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan