Lo Madinay Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain by Shahbaz Qamar Fareedi
Audio

Lo Madinay Ki Tajalli Se Lagaye Huye Hain by Shahbaz Qamar Fareedi

Shahbaz Qamar Fareedi Shahbaz Qamar
113.9K 9,968 Download
Published on Mar 3, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Lo Madinay Ki Tajalli Se Lagaye Huwe Hain

Lo madine ki Tajalli se lagaye huwe hain, a very beautiful naat recited by many naat khawans. This version is in the voice of Shahbaz Qamar Fareedi.

Lo Madinay Ki Tajalli Se Naat Lyrics

Lou Madine ki tajali se lagaye huwe hain
Dil ko hum matlah-e-anwar banaie huwe hain

Kashtiyaan apni kinaare se lagaye huwe hain
Kia woh doobay jo Muhammad ke taraye huwe hain

Qabar ki neend se uthna koi asaan na tha
Hum tu Mehshar mein unhen dekhnay aye huwe hain

Waraa-fana zikaraak ka tusawar le ker
Hum nazar Gumbhad-e-Khazra pe jamaye huwe hain

Hazir-o-Nazir Noor-o-Bashr gaib ko chor
Shuker ker wo tere aiboon ko chupaye huwe hain

Nam anay say Abu Bakr Omer ka lab per
Kyuin bigartaa hai Woh pehluu main sulaaye huwe hain

Sharm-e-isiyaan se samne nahi jaya jata
Yeh bhi kia kum hai teray shehr mein aye huwe hain

Kyuin na palraah bharhi ho tera Naseer
Ab tu meezaan mein Sarkar bhi aye huwe hain

Lou Madine ki tajali se lagaye huwe hain
Dil ko hum matlah-e-anwar banaie huwe hain

Shahbaz Qamar Fareedi

Shahbaz Qamar Fareedi

Also known as: Shahbaz Qamar

46 uploads · 184.7K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan