La Makaan Allah Hamd By Junaid Jamshed
About La Makaan Allah
La Makaan Allah Hamd Lyrics
Laa Makan Allah La Zamaan Allah
Tu ne bandon ke dil mein muhabbat se banaya apna makan
Noor se bhar diya dil tu ne jo hai La Makaan
Laa Makan Allah La Zamaan Allah
Aisa Raziq jo keeray ko pather mein bhi rizq de
Saat pardon mein hain jo chupay raaz jaan le
Her jagah sab ka hai tu hai pasbaan Allah
Laa Makan Allah La Zamaan Allah
Ek be-ant sagar hai nahoe bhi mosam bhi tu
Taal deta hai sare balaien bhi tu gham bhi tu
Mera karam ho karam ka saibaan bhi tu
Laa Makan Allah La Zamaan Allah
Tu ne bandon ke dil mein apna banaya makaan
Noor se bhar diya dil tu ne tu jo ha La Makkan
Nam Allah ka sare makhlooq ki sans mein
Khoon bhan kar ragoon main rawan aur ehsas mein
Pas Shah-Rag se tu arsh per aastaan La Makan
Laa Makan Allah La Zamaan Allah