Khuda Ki Azmatain Kya Hain

Khuda Ki Azmatain Kya Hain New Kalam by Ahmed Raza Qadri

47,675 views   |   12,693 downloads   |   Published on August 28, 2018


Download 12,693 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Khuda Ki Azmatain Kya Hain

Artist: Hafiz Ahmed Raza Qadri

Khuda Ki Azmatain Kya Hain Lyrics

Khuda ki Azmaintain kiya hai Muhammad Mustufa janain

Muqam e Mustufa kya hai Muhammad Ka Khuda Janay

Sada kerna  tha mere bas Mein,  main ne tu sada ker de

Wo kiya dain gayen main kiya ln ga Sakhi Janain Gadah Janain

Kaha Jibrail ne Sidra talak mere Rasaie the

Hain kitne manzalain agy Nabi janay Khuda Janay

Madine Hazri ki mangty rehne dua Yaro

Asar ho ga nahi ho ga Nabi janay Dua janay

Mere Matti Madine - e -Pak ki rah main bicha dena

Kahan le jaye ge isko madine ki hawa jany

Mujhy tu Surkhroo huna hai Aqa ki nighaoen Main

Zamane ka hai kiya Nasir Bura jany bhala jany

 

Hafiz Ahmed Raza Qadri

Also known as: Ahmed Raza

110 Uploads . 66.6K Profile Views

View profile