Khawab Main Roza E Sarkar Nazar Aaya Hai Naat
About Khawab Mein Roza E Sarkar
Khawab Main Roza E Sarkar Nazar Aaya Hai Naat Lyrics
Khawab main roza e sarkar nazar hai
Meray ghr aj mera chand utar aya hai
Dil main ek jazbaa e sarshar ubhar aya hai
Yad jab bhi mujhy khawajha ka naghar aya hai
Chandni pheel gaye hai mere rooh o dil main
Jab tasuwar main madina ka qamar ayaa hai
Naat likhta hoon tu dil noor se bhar jata hai
yun mere kam bhout mera hunar aya hai
Mere aahoon ko madina se taseer
mere faryaad main taibaa se asar aya hai
nazar ata tu parechan o fusarda mazhar
rang chehray ka madina main nikhar aya hai
Khawab main roza e sarkar nazar hai
mere ghar aj mera chand utar ayaa hai
Beautiful naat is recited by Syed Zabeeb Masood Shah.
Syed Zabeeb Masood Shah
Also known as: Zabeeb Masood
277 uploads · 112.8K profile views
View profile