Khawab Main Roza E Sarkar Nazar Ayaa Hai MP3 Naat
Audio

Khawab Main Roza E Sarkar Nazar Ayaa Hai MP3 Naat

Muhammad Abdul Rauf Quazi Abdul Rauf Quazi
61.5K 1,360 Download
Published on Jan 4, 2018 · Naat MP3 · Published by Haroon Ishaq Qureshi
Favourite

About Khawab Main Roza E Sarkar

Khawab Main Roza E Sarkar Nazar Ayaa Hai Naat Lyrics

Khawab main roza e sarkar nazar aya hai

Meray ghr aj mera chand utar aya hai

Dil main ek jazbaa e sarshar ubhar aya hai

Yad jab bhi mujhy khawajha ka naghar aya hai

Chandni pheel gaye hai mere rooh o dil main

Jab tasuwar main madina ka qamar ayaa hai

Naat likhta hoon tu dil noor se bhar jata hai

yun mere kam bhout mera hunar aya hai

Mere aahoon ko madina se taseer

mere faryaad main taibaa se asar aya hai

nazar ata tu parechan o fusarda mazhar

rang chehray ka madina main nikhar aya hai

Khawab main roza e sarkar nazar ayaa hai

mere ghar aj mera chand utar ayaa hai
 

Muhammad Abdul Rauf Quazi

Muhammad Abdul Rauf Quazi

Also known as: Abdul Rauf Quazi

6 uploads · 4.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan