Karam Per Hi Nazar Rakhna

Karam Per Hi Nazar Rakhna Beautiful Kalam by Bilal Ahmed Khokhar

1,286 views   |   198 downloads   |   Published on May 7, 2019


Download 198 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Karam Per Hi Nazar Rakhna

Artist: Bilal Ahmed Khokhar

Ummedain Lakh Totain, Tum Karam Per Hi Nazar Rakhna, listen online a very beautiful kalam in the voice of Bilal Ahmed Khokhar. Download audio naat Karam Per Hi Nazar Rakhna free mp3 by clicking on download button. Read lyrics of Karam Per Hi Nazar Rakhna.

Karam Per Hi Nazar Rakhna Naat Lyrics

Umedain lakh totain tum karam par he nazar rakhna

Yeh Un ka kam hai apne gulamon ki khabar rakhna

 

Talash naqsh paye Sarwar deed umer bhar rakhna

Jo mil jaye tu phr us par jabeen sham o Sehar rakhna

 

Bas itne mukhtasir is rah mein zaad e safar rakhna

Tamana dil mein rakhna aur palkon per gohar rakhna

 

Adab ka bhi taqaza hai muhabbat ka bhi shehwa hai

Zaban khamosh palkain ansunoon se khub tar rakhna

 

Khudawanda Warafa Laka Zikrak Ke sadqay mein

Sana khawano mein un ke roz mehshar muhtabar rakhna

 

Umedain lakh totain tum karam par he nazar rakhna

Yeh Un ka kam hai apne gulamon ki khabar rakhna

Bilal Ahmed Khokhar

Also known as: Bilal Ahmed

12 Uploads . 1.1K Profile Views

View profile