Free MP3 download
Download Karam Per Hi Nazar Rakhna
Listen online Download Karam Per Hi Nazar Rakhna MP3Safe & secure downloads · 549 downloads
Description
Ummedain Lakh Totain, Tum Karam Per Hi Nazar Rakhna, listen online a very beautiful kalam in the voice of Bilal Ahmed Khokhar. Download audio naat Karam Per Hi Nazar Rakhna free mp3 by clicking on download button. Read lyrics of Karam Per Hi Nazar Rakhna.
Karam Per Hi Nazar Rakhna Naat Lyrics
Umedain lakh totain tum karam par he nazar rakhna
Yeh Un ka kam hai apne gulamon ki khabar rakhna
Talash naqsh paye Sarwar deed umer bhar rakhna
Jo mil jaye tu phr us par jabeen sham o Sehar rakhna
Bas itne mukhtasir is rah mein zaad e safar rakhna
Tamana dil mein rakhna aur palkon per gohar rakhna
Adab ka bhi taqaza hai muhabbat ka bhi shehwa hai
Zaban khamosh palkain ansunoon se khub tar rakhna
Khudawanda Warafa Laka Zikrak Ke sadqay mein
Sana khawano mein un ke roz mehshar muhtabar rakhna
Umedain lakh totain tum karam par he nazar rakhna
Yeh Un ka kam hai apne gulamon ki khabar rakhna
- 100% Safe
- High Quality MP3
- Works on all devices
- No Signup Required
If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.