Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat by Khursheed Ahmed
Audio

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat by Khursheed Ahmed

Published on Mar 13, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai

Listen online and download beautiful urdu naat Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai in the voice of Khursheed Ahmed. Read naat lyrics of Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai.

Naat Lyrics:

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zuban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

 

Droodon ke barish hai qono makaan per

Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai

 

Jahan chir giya ziker e Shah e Madina

Laboon per Darood o Salam a giya hai

 

Mujhay mil gaye donu alam ke shahi 

Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai

 

Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher

Nabi ka wassila he kaam agiya hai

 

Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain

Wo daikho hamara gulaam a giya hai

 

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zaban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

124 uploads · 121.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan