Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat by Shahbaz Qamar Fareedi
Audio

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai Naat by Shahbaz Qamar Fareedi

Shahbaz Qamar Fareedi Shahbaz Qamar
40.3K 579 Download
Published on Jan 19, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai, a very famous and old naat. Listen this beautiful naat in the voice of Shahnaz Qamar Fareedi. Read naat lyrics of Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai.

Naat Lyrics

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zuban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

 

Droodon ke barish hai qono makaan per

Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai

 

Jahan chir giya ziker e Shah e Madina

Laboon per Darood o Salam a giya hai

 

Mujhay mil gaye donu alam ke shahi 

Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai

 

Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher

Nabi ka wassila he kaam agiya hai

 

Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain

Wo daikho hamara gulaam a giya hai

 

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zaban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

Shahbaz Qamar Fareedi

Shahbaz Qamar Fareedi

Also known as: Shahbaz Qamar

46 uploads · 184.7K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan