Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai MP3 Naat by Zabeeb Masood
Audio

Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai MP3 Naat by Zabeeb Masood

Syed Zabeeb Masood Shah Zabeeb Masood
50.8K 1,678 Download
Published on Aug 18, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya

Listen online and download beautiful urdu naat Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai in the voice of Syed Zabeeb Masood. Download audio naat shareef Karam Aaj Bala e Baam aa Gaua Hai. Read naat lyrics of Karam Aaj Bala e Baam Aa Gaya Hai.

Naat Lyrics:

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zuban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

 

Droodon ke barish hai qono makaan per

Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai

 

Jahan chir giya ziker e Shah e Madina

Laboon per Darood o Salam a giya hai

 

Mujhay mil gaye donu alam ke shahi 

Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai

 

Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher

Nabi ka wassila he kaam agiya hai

 

Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain

Wo daikho hamara gulaam a giya hai

 

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zaban per Muhammad ï·º ka nam a giya hai

Syed Zabeeb Masood Shah

Syed Zabeeb Masood Shah

Also known as: Zabeeb Masood

277 uploads · 112.2K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan