Karam Aaj Bala E Baam

Karam Aaj Bala E Baam Aa Gaya Hai MP3 Download

98,639 views   |   3,444 downloads   |   Published on February 27, 2018


Download 3,444 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Karam Aaj Bala E Baam

Artist: AlHaaj Mahboob Ahmad Hamdani

Listen online and download mp3 naat Karam aaj Bala e Baam aa Giya Hai in the voice of Mehboob Ahmed Hamdani.

Naat Lyrics:

Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai

Zuban per Muhammad ﷺ ka nam a giya hai
 
Droodon ke barish hai qono makaan per
Ke aaj Anbiyaa ka Imam a giya hai
 
Jahan chir giya ziker e Shah e Madina
Laboon per Darood o Salam a giya hai
 
Mujhay mil gaye donu alam ke shahi 
Mera un ke mangatoon mein nam a giya hai
 
Mere pas kuch bhi na tha roz e Mehsher
Nabi ka wassila he kaam agiya hai
 
Maza tab hai Sarkar mehsher mein keh dain
Wo daikho hamara gulaam a giya hai
 
Karam aaj Bala-e-Baam aa giya hai
Zaban per Muhammad ﷺ ka nam a giya hai

AlHaaj Mahboob Ahmad Hamdani

Also known as: Mehboob Hamdani

11 Uploads . 6.8K Profile Views

View profile