Jisay Chaha Apna Bana Liya By Mahboob Ahmad Hamdani
About Jisay Chaha Apna Bana Liya
A very beautiful naat by Mahboob Ahmad Hamdani.
Jisay Chaha Dar Pe Bula Lia Naat Lyrics
Jisay chah dar pe bula liya Jise chah apna bana liya
Ye bare karam ke hain fasilay Yeh baray naseeb ki baat hai
sallu alaihi wa alihi
sallu alaihi wa alihi
Mein tha kiya mujhy kia bana mujhy ishq e Ahmed ata kiya
Ho bala Huzoor ki Aal ka
sallu alaihi wa alihi
sallu alaihi wa alihi
Aye gham jidr se udhar gaye mere bighray kam sanwar gaye
Main ne jab jab zuban se yeh kaha
sallu alaihi wa alihi
sallu alaihi wa alihi
Marun jab meri hai yehe dua mere lab pe ho Naat e Mustufa
Mere kafan pe ho yehe likha
sallu alaihi wa alihi
sallu alaihi wa alihi
AlHaaj Mahboob Ahmad Hamdani
Also known as: Mehboob Hamdani
15 uploads · 10.1K profile views
View profile