Jo Ishqe Nabi Ke Jalwon Ko Naat by Saeed Hashmi
Audio

Jo Ishqe Nabi Ke Jalwon Ko Naat by Saeed Hashmi

Al Haaj Saeed Hashmi Saeed Hashmi
37.8K 1,707 Download
Published on Nov 11, 2017 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Jo Ishqe Nabi Ke Jalwon

Naat Lyrics

Jo ishq e Nabi ke Jalwon ko Seenoon main basaya karaty hain
Allah ki rehmat ke badal un logon pe saya kartay hain

Jab apne gulamon ki Aqaa taqdeer banaya kartay hain
Tu jannat ki sanad lene ke liya Rozay pe bulaya kartay hain

Ae dolat e irfan ke mangtoon us dar pe chalo jis dar pe sada
Din rat khizanay rehmat ke Sarkar lutaya kartay hain

Makhlooq ki bighri banti hai Khaliq ko bhi piyar a jata hai
Jab dua Mehboob e Khuda hathon ko uthaya karty hain

Hai Shabn hamara sham o Sehar aur naz sikandar qismat per
Ke mehfil mein Rasool e Akram ki hum naat sunaya karty hain

Al Haaj Saeed Hashmi

Al Haaj Saeed Hashmi

Also known as: Saeed Hashmi

22 uploads · 39.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan