Fazl ul Rab Ula Aur kiya Chayia By Alhaaj Saeed Hashmi
Audio

Fazl ul Rab Ula Aur kiya Chayia By Alhaaj Saeed Hashmi

Al Haaj Saeed Hashmi Saeed Hashmi
133.7K 3,936 Download
Published on Mar 29, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Mil Gaye Mustafa

Mil Gaye Mustafa Aur Kiya Chahiye Lyrics

 

Fazl ul rab ul ula aur kiya chayia

Mil gaye mustufa aur kiya chayia

 

Daman e Mustufa jis ke hathon ma ho 

us ko roz e jiza aur kiya chayia

 

Un ke darbar mai hazri ho gaye

Mil gaya mutaha aur kiya chayia

 

Gumbad e Sabz khawab ma rehne laga

Hazri ka sila aur kiya chayia

 

Bheek de ker mujhay mere sarkar ne

muskura ker kaha aur kiya chayia

 

Ase sikandar Sana khawan Shah e Umang

Izat o MArtaba aur kiya chayia

 

Fazl ul rab ul ala aur kiya chayia

Mil gaye mustufa aur kiya chayia

 

Al Haaj Saeed Hashmi

Al Haaj Saeed Hashmi

Also known as: Saeed Hashmi

22 uploads · 39.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan