32,684 views | 783 downloads | Published on September 9, 2018
Artist: Qari Waheed Zafar Qasmi
Jab Se Hua Hai Unka Karam, a very beautiful urdu naat recited by Qazi Zafar Qasmi Shab. SubhanAllah.
Jab sy huwa hain un ka karam, Kheriat sy hun
Ab na dukh hai na dard hai na sitam, Kheriat sy hun
Thama hai jab sy daman-e-khair ul anaam ko
Qaim hai tab sy mera bharam, Kheriat sy hun
Sarkar sy nawaza hai Auqat sy siwa
Sab ban gaye hain phooty karam, Kheriat sy hun
Ishq-e-Nabi mein aisa mila hai saroor ky
Ab chahiye na jah-o-hashm, Kheriat sy hun
Isharat bana hun jab sy main shaidha Huzoor ka
Tab sy nahi hain ankhain yeh num, Kheriat sy hun