Jab Masjid e Nabvi Ke Minar Nazar Aye Naat Sharif
About Jab Masjid e Nabvi
Jab Masjid e Nabvi Ke Minar Nazar Aye very beautiful naat recited by Marghoob ahmad Hamdani.Jab Masjid e Nabvi Ke Minar Nazar Aye LyricsJab Masjid Nabvi ke Minaar Nazar AyeAllah ki Rehmat ke Assaar Nazar Aye Manzar ho bayaan kaisay alfaaz nahin miltyJis waqat Muhammad صلى الله عليه و سلم ka Darbaar nazar ayeMakkah ki fizaoon main Taiyba ki Hawaoon mainHum nay tu jidar dekha Sarkaar صلى الله عليه و سلمnazar aye Bas yaad raha itna seenay sy lagy jaaliiPhir yaad nahi kiya kiya anwaar nazar ayePhir yaad nahi kiya kiya anwaar nazar ayeSarkar ke phehloo main do yaar nazar ayeChor aya Zahuri main dil o jaan Madinay mainAb jeena yahan mujh ko dushwaar nazar ayeJab Masjid Nabvi ke Minaar Nazar AyeAllah ki Rehmat ke Assaar Nazar Aye
Marghoob Ahmad Hamdani
Also known as: Marghoob Hamdani
65 uploads · 60.4K profile views
View profile