Iss Karam Ka Shukar Karoon

Iss Karam Ka Shukar Karoon Shuker Kaisay Ada MP3 Naat

95,768 views   |   2,571 downloads   |   Published on April 9, 2018


Download 2,571 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Iss Karam Ka Shukar Karoon

Artist: Hooria Faheem Qadri

Naat Lyrics

Is karam ka karun kase shuker asah
Joh Karam Mujh per mere Nabi ne kiya

Main sajata tha Sarkar ki mehfilain
Mujh ko har gham se Rab ne bari ker diya


Is karam ka karun kase..

Zikr e Sarkar ki hai bari barkatain
Mil gayen Rahatain azmatain Nehmatain
Main gunahgar tha be-amaal tha mager
Mustufa ne mujhy jannati ker diya

Is karam ka karun kase

Jo bhi aya hai mehfil mein Sarkar ki
Hazri mil gaye jis ko darbar ki

Is karam ka karun kase..

Lamha Lamha hai mujh per Nabi ki Attah
Dosto aur mangun main Maula se kiya
Kiya yeh kam hai ke meray Khuda ne mujhy
Apne Mehboob ka ummati ker diya

Is karam ka karun kase ..

Mere Shah e Madina ki kiya bat hai
Un ke Dar per mili sab ko khairat hai
Le jayun main niazi Lajpal ki
Her gadah ko sakhi ne sakhi ker diya

Is karam ka karun kase shuker asah
Joh Karam Mujh per mere Nabi ne kiya

Main sajata tha Sarkar ki mehfilain
Mujh ko har gham se Rab ne bari ker diya

Hooria Faheem Qadri

Also known as: Hooria Faheem

128 Uploads . 160.5K Profile Views

View profile