Hazir Hain Tere Darbar Main Allah Karam By Marghoob Ahmed Hamdani
About Hazir Hain Tere Darbar
Hazir Hain Tere Darbar Main Allah Karam By Naat Khawan Marghoob Ahmed Hamdani
Hazir Hain Tere Darbar Main Hum Lyrics
Hazir hain tere darbar main hum Allah karam Allah karam
Dete hain sada ye chamshm e nam Allah karam Allah karam
Jin logo pe hain inham tera un logon mai likh de nam mera
Mehshar main mera reh jaye bharam Allah karam Allah karam
Hazir hain tere darbar main hum Allah karam Allah karam
Mere ane wale sab naslien tere ghar ayen tera dar dekhen
Asbab ho un ko ase bahahm Allah karam Allah karam
Hazir hain tere darbar main hum Allah karam Allah karam
Dete hain sada ye chamshm e nam Allah karam Allah karam
Marghoob Ahmad Hamdani
Also known as: Marghoob Hamdani
65 uploads · 60.3K profile views
View profile