Har Waqt Tasawar Main Madinay ki Naat Shareef by Khursheed Ahmed
Audio

Har Waqt Tasawar Main Madinay ki Naat Shareef by Khursheed Ahmed

Alhaaj Khursheed Ahmed Late Khursheed Ahmed
68.2K 2,682 Download
Published on Jul 27, 2019 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Har Waqt Tasawar

Har Waqt Tasawar Main Madinay ki Gali Ho beautiful naat recited by Al-Haaj Khurshid Ahmad. Download audio naat shareef Har Waqt Tasawar Main Madinay free mp3. Read naat lyrics of Har Waqt Tasawar Main Madinay.

Har Waqt Tasawar Main Naat Lyrics

Har Waqt Tasuwar Mein Madine Ki Gali Hai

Ab Dar-badari Hai Na Gareeb ul Watani Hai

 

Is Shehr Mein Bik Jaty Hain Khua Ake Kharidaar

Yeh Misr Ka Bazaar Nahi Shehr e Nabi Hai

 

Is Arz e Muqaddas Pe Dekh Ke Chalna

Ae Khaflay Walo Yeh Madine Ki Gali Hai

 

Nazron Ko Jukhie Huwe Khamosh Guzarna

Be-Taab Nigahaie Yahan Be-Adabi Hai

 

Haq Is Ka Ada Serf Jabeeno Se Na Ga

Ae Sajda Guzaaro Yeh Dar e Mustafawi Hai

 

Iqbal Mein Kis Moo Se Karun Midhat e Muhammad

Moo Mera Bht Chota Hai Aur Baat Bari Hai

 

Har Waqt Tasuwar Mein Madine Ki Gali Hai

Ab Dar-badari Hai Na Gareeb ul Watani Hai

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Alhaaj Khursheed Ahmed Late

Also known as: Khursheed Ahmed

124 uploads · 121.1K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan