Har Khata Pey sharamsar Hoon Main

Har Khata Pey sharamsar Hoon Main MP3 Download

173,665 views   |   43,343 downloads   |   Published on May 6, 2018


Download 43,343 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Har Khata Pey sharamsar Hoon Main

Artist: Unknown

Har Khata Pey Lyrics

Har khata pe sharamsar hun mein
Ah khudaya gunahgar hon mein

Jaan kar bool kar jo kiya hai
Hai pata mujhko us ki saza hai

Teri chukhat pe Sar na jhukaya
Bas zamany ko apna banaya

Teri rehmat he tu asra hai
Tujh se khene ko kuch na bacha hai

Mere sajdon pe ase nazar kar
Main andheron mein hoon mujhy tu asar de

In duaon mein asa asar day
Rab-e-Kaaba mujhay mahf ker de tu

Nekiyon se mujhy jor de tu
Phir mera rukh udhar mor de tu
Aisa rasta mujhy tu dekha..

Maaon se barh ker hai payar tera
Aur tere siwa kaun hai mera
Gir na jayun mujhy tu utha..

In duaon mein aisa asaar day
Rab-e-Kaaba mujhay mahf ker de tu

Mere ansu sawali hain teray
Gir rahy hain yeh daman pe mere
Ab tu sun le ah mere khuda

Mere sajdon pe aisi nazar ker
Main andheron main hun tu sehar ker

In duaon mein asa asar day
Rab-e-Kaaba mujhay mahf ker de

Unknown

Also known as: Unknown

1127 Uploads . 503.1K Profile Views

View profile