Falak Se Darood O Salaam Aaraha Hai - Hooria Faheem
About Falak Se Darood O Salaam
Falak Se Darood O Salaam Aaraha Hai Naat Lyrics
Falak se Darood o Salam a raha hai
Zuban per Muhammad صلى الله عليه و سلم ka nam a raha hai
Utar ker hira se Khuda ka piyaam
Yeh zindaghi ka Qiyaam a raha hai
Zuban per Muhammad صلى الله عليه و سلم ka nam a raha hai
Jo Dastur e akhir attah e Nabi hai
Wo ab tak zamane ke kam a raha hai
Zuban per Muhammad صلى الله عليه و سلم ka nam a raha hai
Mayassar huwa jis ko Qurb e ilahii
Zameen pe wo aalii maqam a raha hai
Zuban per Muhammad صلى الله عليه و سلم ka nam a raha hai
Shafat ki is ko sanad main samjhun
Wo keh den ke mera gulam a raha hai