Dil Main Kabhi Kise Ko Basaya Na Jaye Ga Naat By Khursheed Ahmed Late
About Dil Main Kabhi Kise Ko
Dil main kabhi kise ko basaya na jaye ga naat sharif recited by Khursheed Ahmed. This kalam is written by Syed Naseer Uddin Naseer. Download audio naat shareef Dil Main Kabhi Kise Ko free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Dil Main Kabhi Kise Ko.
Dil Main Kabhi Kise Ko Naat Lyrics
Dil Mein Kabhi Kise Ko Basaya Na Jaye Ga
Ishq e Rasool e Pak Bulaya Na Jaye Ga
Wo Khud He Jaan Lain Gayen Jataya Na Jaye Ga
Hum Se Tu Apna Haal Sunaya Na Jaye Ga
Hum Ko Jaza Mile Ge Muhammad Ke Ishq Ki
Dozakh Ke Aas Pas Bhi Laya Na Jaye Ga
Khetay Thy Yeh Bilal Tassadud Pe Kufar Ko
Ishq e Nabi Ko Dil Se Mitaya Na Jaye Ga
Manay Ga Unki Baat Ga Khuda Hashr Mein Naseer
Be Mustafa Khuda Ko Manaya Na Jaye Ga
Dil Mein Kabhi Kise Ko Basaya Na Jaye Ga
Ishq e Rasool e Pak Bulaya Na Jaye Ga
Alhaaj Khursheed Ahmed Late
Also known as: Khursheed Ahmed
124 uploads · 121.3K profile views
View profile