Dar E Nabi Per Para Rahoon Ga by Ahmed Raza
Audio

Dar E Nabi Per Para Rahoon Ga by Ahmed Raza

Hafiz Ahmed Raza Qadri Ahmed Raza
59.5K 5,051 Download
Published on Jan 13, 2018 · Naat MP3 · Published by Humaira Naseem
Favourite

About Dar E Nabi Per

Dar e Nabi Per Naat Lyrics

Dar e Nabi ï·º per parha rahun ga parhe he rehne se kam ho ga
Kbi tu qismat khule ge meri kabhi tu mera salam ho ga

Khilaf e mahbood na kuch huwa hai na koi ashiq se kam ho ga
Khuda bhi ho ga udhar ae dil jidhar wo Ale Muqaam ho ga

Kiya he jayun ga arz e matlb mile ga jab tk na dil ka matlb
Na shaam-e-matlab ki subha ho gi na yeh fasaanaa tammamm ho ga

Isi tawaqqah py jii raha hoon yahi tamanaa jala rahi hai
Nigah e lutfo karam na ho gi to mujh ko jeena haram ho ga

Hafiz Ahmed Raza Qadri

Hafiz Ahmed Raza Qadri

Also known as: Ahmed Raza

110 uploads · 86.7K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan