Naat e Mustufa - Bay Khud Kiya Dete Hain Andaz Hijabana
About Bekhud Kiya Dete Hain
Beautiful kalam recited by Shahbaz Qamar Fareedi in his magical voice.Bekhud Kiya Dete Hain LyricsBekhud kiye dety hain andaaz hijabanaAa dil main tujhay rakhloon ayh jalwa e jananaItna tu karam kerna ah chasmna e kareemanaJab jaan laboon per ho tum samne a janaAa dil main tujhay rakhloon...Duniya ma jab tm ne mujhy apna bnaya haiTu mehshar ma be keh dena ye hai mera deewanaSang e dar e Janaa per kerta hoon JabeenSajda na samjh sar deta hoon nazranaAa dil main tujhay rakhloon...Kyiun aankh milayee thi, kyiun aag lagayi thiiAab rukh ko chupa baithay kar kay mujhay deewanaAa dil main tujhay rakhloon...Ji CHahta hai tofay main bejhun ma unhen ankhenDarshan ka tu Darshan ho Nazranay Ka NazranaAa dil main tujhay rakhloon...Ke peene ko tu pee loon ga per shart zara se haiAjmair ka Saaqi ho baghdad ka mehkhanaAa dil main tujhay rakhloon...Be dam mere qismat hain sajday hain ise dar kayChoota hai na chootay ga sang e dar e jananaaAa dil main tujhay rakhloon...Bekhud kiye dete hain andaaz e hijabanaAa dil main tujhay rakhloon aie jalwa e janana