Banay Hain Dono Jahan Marghoob Ahmed Hamdani
Audio

Banay Hain Dono Jahan Marghoob Ahmed Hamdani

Marghoob Ahmad Hamdani Marghoob Hamdani
198.5K 7,250 Download
Published on Mar 29, 2018 · Naat MP3 · Published by Haroon Ishaq Qureshi
Favourite

About Banay Hain Dono Jahan

A very beautiful naat Banay Hain Dono Jahan in the voice of  Marghoob Ahmed Hamdani. This naat is recited by many other naat khawans like Syed Manzoor ul konain shah, Hafiz Shakir Kareemi. You can also download this naat by clicking on download button. Jazak Allah.

Banay Hain Dono Jahan Naat Lyrics

 

Banay hain Donu jahan Shah e Dosra ke liya

Sajii hai Mehfil e Konain Mustufa ØµÙ„Ù‰ الله عليه Ùˆ سلم ke liya

 

Hazoor Noor hai Mehmood hai Muhammad hain

Jaga jaga naye anwaan hain sana ke liya

 

Mere Kareem mere chara-saz o banda nawaz

Tarap raha hoon tere shehr ki haawa ke liya

 

Gadha koh e Madina hoon kis ka moo dekhun

Unhe ke bakhsish kafi hai mujh gadaah ke liya

 

Unhi ka ziker unhi ka bayaan unhi ka nam 

Her ibtidah ke liya hai her intihah ke liya

 

Banay hain Donu jahan Shah e Dosra ke liya

Sajii hai Mehfil e Konain Mustufa ØµÙ„Ù‰ الله عليه Ùˆ سلم ke liya

Marghoob Ahmad Hamdani

Marghoob Ahmad Hamdani

Also known as: Marghoob Hamdani

65 uploads · 60.3K profile views

View profile

Qaseeda Burda Shareef OST Ittehad Ramzan by Momina Mustehsan

Momina Mustehsan