Aye Saba Mustafa Se

Aye Saba Mustafa Se Keh Dena MP3 Naat

82,859 views   |   9,505 downloads   |   Published on December 28, 2016


Download 9,505 Published by Humaira Naseem

Favourite
About Aye Saba Mustafa Se

Artist: Sarwar Hussain Naqshbandi

Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Gham ke Mare Salam Khetay hain. Sarwar Hussain is reciting a beautiful Salam in his best style ever.

Aye Saba Mustafa Se Keh Dena Naat Lyrics

Ay Saba Mustufa se keh dena, Gham ke mareslam khety hain
Yad kerty hain tum ko sham o sehar, Dil hamare salam kehty hain
 
Allah Allah Hazoor ki batin, Marhaba ran o noor ki batien
Chand jin ki balaien leta hai, Aur taray Salam khety hain
 
Ashiqon ka salam le jao, Ghamzadon ka payam le jao
Hajio Mustufa se keh dena, Behsharay salam khety hain
 
Ziker tha akhri mahinay ka, Tazkira shir gaya Madinah ka
Hajio Mustufa se keh dena, Gham ke maray salam khety hain
 
Zahir e Taiba tu Madinah main piyare Aqaa se itna keh dena
Ke izn mil jaye phir madinah ka, Kam baan jaye ga kamina ka
Ja ker un ko dikhoen ga mai tu , Gham dil seenay ka
 
Ay Saba Mustufa se keh dena, Gham ke mareslam khety hain
Yad kerty hain tum ko sham o sehar, Dil hamare salam kehty hain

Sarwar Hussain Naqshbandi

Also known as: Sarwar Naqshbandi

155 Uploads . 110.6K Profile Views

View profile