Audio
Apne Aaqa Ke Sana Khawanoo Main Payaa Jayun
About Apne Aaqa Ke Sana Khawanoo
Â
Apne Aaqa ke Sana Khawanoo Main Naat Lyrics
Â
Apne Aaqa ke sana khawano main payaa jayun
Arzoo hai ke madinah main bulaya jayun
Â
Apne Aaqa ke..
Â
Zindaghi sare basar ho tu usii sheher main ho
Mar bhi jayun tu madinah se na laya jayun
Â
Apne Aaqa ke..
Â
Jis ne choomay hain qadam Rehmat-do-Alaam ke
Roz e Mehshar use mitti se utahaya jayun
Â
Apne Aaqa ke sana khawano main payaa jayun
Arzoo hai ke madinah main bulaya jayun