Audio
Urdu Naat Apne Aaqa Ke SaNaa Khawanon Main Paya Jaoon
About Apne Aaqa
A very beautiful Urdu Naat by Yasir Mehmood Danni, a student of Syed Manzoor Ul Konain Shah Sb (King of Naat Khawani)Apne Aaqa Ke SaNaa Khawanon Main Paya JaoonArzoo Hai K Madina Main Bulaya Jaoon..Apne Aaqa Ke..Zindgi Sari Basar Ho Tou Ussi Shehar Mai HoMarr Bhi Jaoon Tou Madina Se Na Laya Jaoon. Apne Aaqa Ke..Jis Nay Choomay Hain Qadam RehMat e Do Alam KRoz e Mehshar Ussi Matti Se Uthaya Jaoon.. Apne Aaqa Ke SaNaa Khawanon Main Paya JaoonArzoo Hai K Madina Main Bulaya Jaoon..