31,635 views | 405 downloads | Published on September 9, 2018
Artist: Qari Waheed Zafar Qasmi
Listen online and download mp3 naat Ajab Hai Kaif Ajab Hai Khumaar recited by Qari Waheed Zafar Qasmi.
Ajab hai kaif ajab hai khumar ankhon mein
Basa Huwa hai Nabi Ka dayar ankhon mein
Jo aye Yad-e-Madina tu ansoon ki tarah
Chupa liya hai usy beqarar ankhon mein
Kharay huwe hain teray Dar py teray dewany
Wafa ki nazar liya ashk bar ankhon mein
Qasim Khud ki madina jinhon ne dekha hai
Mein dhoondh ln ga wo ankhien hazar ankhon mein
Tasawwurat mein Taiba hai rooh baroooh shayar
Rachi huwe hai mujassam bahaar aankhon mein
Ajab hai kaif ajab hai khumar ankhon mein
Basa Huwa hai Nabi Ka dayar ankhon mein