Aap Sa Dono Jahan Main Nazar Ayaa He Nahi MP3 Naat
About Aap Sa Dono Jahan Mein
Aap Sa Dono Jahan Main Nazar Ayaa He Nahi, listen or play online mp3 naat shareef in the beautiful voice of Syed Zabeeb Masood Shah. Download audio naat shareef Aap Sa Dono Jahan Main Nazar Ayaa He Nahi free mp3 in best audio quality. Read naat lyrics of Aap Sa Dono Jahan Main Nazar Ayaa He Nahi.
Aap Sa Dono Jahan Main Naat Lyrics
Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi
Kun Ke Allah Ne Koi Aur Banaya Hi Nahi
Aik Din Jibraheel Se Kehney Lagey Shah-e-Umamm
Tum Ne Dakha Hai Jahan Batlao Tou Kesey Hein Hum
Rooh-ul-Ameen Kehney Lagey Ae Sarwara Teri Qasam
Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi
Mein Ne Maana Ke Hazrat Yousaf Haseen Hon Gein Magar
Aap Sa Donon Jahan Mein Nazer Aya Hi Nahi
Kun Ke Allah Ne Koi Aur Banaya Hi Nahi
Jou Bhi Kaabey Se Palat Aye Madiney Na Gey
Ye Samaj Lou Unein Aaqa Ne Bulaya Hi Nahi
Syed Zabeeb Masood Shah
Also known as: Zabeeb Masood
277 uploads · 112.5K profile views
View profile