Free MP3 download

Download Bigri Bhi Banain Gayen

Listen online Download Bigri Bhi Banain Gayen MP3

Safe & secure downloads · 5,111 downloads

Bigdi Bhi Banain Gayen Urdu Naat Sharif Syed Fasihuddin Soharwardi · 115.7K views
Published Oct 24, 2017
Downloads 5,111

Description

Naat Lyrics

Bighari bhi banien gayen Jalway bhi dekhien gayen
Gabhraoe na dewano Sarkar bulien gayen

Hum masjid e Nabvi ke dekhien gayen minaroon ko
Aur Gumbhad e Khizra ke purnoor nazaroon ko
Hum ja key Madina phir wapis nahi ayen gayen

Mil jayen ge tabirein ek roz tu khawbon ki
Gir jayen gi dewarian ek roz tu khawboon ki
Hum roza e Aqdas per jab ansoo bahaien gayen

Dil Ishq e Nabi mein tum kuch aur tarapnay do
Is deed ki atish ko kuch aur bharknay do
Hum tishna dili chal ker Zam Zam se bujhaien gayen

Jab hashr ke meedan mein ekhashr bapaa ho ga
Jab faisla ummet ka karne ko khuda ho ga
Ummet ko Shah e Bataha kamli mein chupien gayen

Bighari bhi banien gayen Jalway bhi dekhien gayen
Gabhraoe na dewano Sarkar bulien gayen
 

  • 100% Safe
  • High Quality MP3
  • Works on all devices
  • No Signup Required

If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.

Mere Nabi Pyare Nabi MP3 Naat Download

Junaid Jamshed