Free MP3 download
Download Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ke
Listen online Download Qurban Mein Un Ki Bakhshish Ke MP3Safe & secure downloads · 8,134 downloads
Description
Listen beautiful naat Qurban mein unki bakhshish Kay in the voice of Owais Raza Qadri. You can download this mp3 naat by clicking on download button.
Qurban Mein Unki Bakhshish Kay Naat Lyrics
Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi
Imaan mila un ke sadqey Quran mila un ky sadqy
Rehman mila un ke sadqy, woh kiya hai jo hum nay paya nahi
Qurban main unki bakhshish kay...
Main aap kahun rakh lejiya barham Lilaah karam Lilaah karam
Damaan e amaal neaki ka sarkar koi sarmayaa nahi
Qurban main unki bakhshish kay..
Us mohsin–e-azam k youn to Khalid pai hazaroon ehsaan hain
Qurban magar is ehsaan kay ehsaan bhi kiya to jataya nhi
Qurban main unki bakhshish kay maqsad bhi zuban per aya nahi
Bin mangy diya aur itna diya daman main hamary samaya nahi
- 100% Safe
- High Quality MP3
- Works on all devices
- No Signup Required
If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.