Free MP3 download
Download Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai
Listen online Download Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai MP3Safe & secure downloads · 3,285 downloads
Description
Maula Ali Ka Pyara Karbal Ko Ja Raha Hai Lyrics
Maula Ali ka payara karbal ko ja raha hai
Noor-e-Nazar Nabi ka Taiba sy jaa raha hai
Ly Lo Salam-e-Akhir rukhsat mujhy do Nana
Islam ko bachanay Shabbir ja raha hai
Ja kar Baqee mein bhi amma yn Pukara
Yeh ladla tmhra is dar sy ja raha hai
Roo kar pukaray Nana Chutta hai yeh Madina
Shabbir ko yahe gham ansu rula rahy hain
Lety thy jis galay per bosay Nabi Muhammad
Us hi galay py dushman khanjar chala rahy hain
Matlb yeh sar kaata kar asgar ka kyuin de kar
Shabbir apny Nana ka deen bacha rahy hain
Yusuf bayan karay kiya Karbal ki dastan ko
Khulti nahi zaban aur di kampa ja raha hai
- 100% Safe
- High Quality MP3
- Works on all devices
- No Signup Required
If the file opens in a new tab instead of downloading, use your browser’s save / download option, or long-press the download button on mobile.