Koi Misl Mustafa Ka

Koi Misl Mustafa Ka Kabhi Tha Na Hai Na Hoga Urdu Naat

80,840 views   |   6,734 downloads   |   Published on October 1, 2018


Download 6,734 Published by Haroon Koraishy

Favourite
About Koi Misl Mustafa Ka

Artist: Syed Zabeeb Masood Shah

Koi Misl Mustafa Ka Kabhi Tha Naat Lyrics

Koi Misl Mustufa ka kabhi tha na hai na ho ga
Kisi aur ka yeh rutubah kabhi tha na hai na ho ga

Unhen Khalq ker ke nazah huwa khud hi Dast E Qudrat
Koi shahkar asa kabhi tha na hai na ho ga

Kise weham ne sada de koi ap ka mumasil
Tu yaqeen pukhar utha kabhi tha na hai na ho ga

Mere Daman e talab ko hai unhe ke Dar se nisbat
Kise aur Dar se rishta kabhi tha na hai na ho ga

Sar E Hashr un ki rehmat ka Sabikh main hun talib
Mujhay kuch amal ka dawah kabhi tha na hai na ho ga

Koi misl Mustufa ka na hai na ho ga

Syed Zabeeb Masood Shah

Also known as: Zabeeb Masood

275 Uploads . 103.9K Profile Views

View profile