Zuban Par Muhammad Ka Naam
1.6K
About Zuban Par Muhammad Ka
Jab Zuban Par Muhammad Ka Naam agya hai
Soze furqat se dil jab paresha huwa
Lab pe latak na tu ka payaam agaya
Jab Barhhi had se deedar ki tashnagi
Roohbaru mere mahe tamam a gaya
Un ki mehfil ka jab be taswar kiya
Hath ma sirray wahdat ka jam agaya
Faslay khawab he khawab mai he teh huwe
Ankh kholi tu babussalam agaya
Kash phir hazri ki ijazat mile
Phir karun arz aqa ghulam agaya
Jab madina mai pohnchun Fizaa gohnjj uthe
Lo wo shadaye kharul anaam agaya..