Khushboo Hai Do Alam Mei
About Khushboo Hai Do Alam
Khushbu Hai Do Alam Mein
Khushbu hai do alam mein, Teri eh gul-e-cheeda
Kis munh se bayan ho, Tere owsaaf-e-hamida
Eh Rahmat-e-alam teri, Yadon ki badawlat
Kis dar ja sakun mein hai, mera Qalb-e-tabida
Tu ruh-e-zaman rang-e-chaman abr-e-baharan
Tu husn-e-sukhan shan-e-adab jaam-e-qaseeda